Sunday, January 6, 2019

Hindi Shayari-Best HINDI Shayari LINES in Hindi(new update)





hindi shayari

बैठे-बिठाए हाल--दिल-ज़ार खुल गया
मैं आज उसके सामने बैठकर बेकार खुल गया
hindi shayari
जख़्म इतना गहरा हैं इज़हार क्या करें।
हम ख़ुद निशां बन गये ओरो का क्या करें।
मर गए हम मगर खुली रही आँखे हमरी।
क्योंकि हमारी आँखों को उनका इंतेज़ार हैं।
Jakhm Itna Gehra Hai Izhaar Kya Kare.
Ham Khud Nishan Ban Gy Oro Ka Kya Kare.
Mar Gy Ham Magar Khuli Rahi Akhein.
Kyuki Hamari Akhon Ko Unka Intezar Hai.

shayari,hindi sms
Meri jaan na mujhse dur ja,
    Kasam hai tujhe pass aa,
     Dekh to mere dil ki halat,
     Ab aur mujhe na tarsa.
romantic shayari in hindi
जो निगाह--नाज़ का बिस्मिल नहीं है
वो दिल नहीं है, दिल नहीं है, दिल नहीं है।
hindi me shayari
hindi shayari

Kisi Mod Per Tera Deedar Ho Jaaye
Kash Tujhe Mujh Per Aitbaar Ho Jaaye
Teri Palkein Jhuke Aur Ikraar Ho Jaaye
Kash Tujhe Bhi Mujhse Pyar Ho Jaaye
best shayari
Tere Pyar Ne Hume Hasna Sikhaya
Tere Pyar Ne Hume Bahut Rulaya
Pyar Me Pagal Log Duniya Bhool Jaate Hai
Tere Pyar Me Humne Apne Aap Ko Bhulaya
तेरे प्यार ने हमें हसना सिखाया
तेरे प्यार ने हमें बहुत रुलाया
प्यार में पागल लोग दुनिया भूल जाते है
तेरे प्यार में हमने अपने आप को भुलाया
hindi shayari
Aaj is pyasi zami pe bundo ki chham-chham hogi,
Dil ki muskurati kali ke chehre pe sharam hogi,
Aaj honge kayi wade badenge irade,
Jawa do dil ki dhadkano mai aaj badi uffan hogi.
shayari,hindi sms
तुम ज़माने के हो हमारे सिवाय
हम किसी के नहीं, तुम्हारे हैं
romantic shayari in hindi
Bhanwar Se Nikal Kar Kinara Mila Hai
Jeene Ko Fir Ek Sahara Mila Hai
Bahut Kashamkash Mein Thi Ye Zindagi Meri
Us Zindagi Mein Ab Sath Tumhara Mila Hai
hindi me shayari
दिल का तमाशा देखा नहीं जाता
टुटा हुआ सितारा देखा नहीं जाता
अपनी हीसे की सारी ख़ुशी आपको दे दूँ
मुझसे आपका ये उदास चेहरा देखा नहीं जाता ||
best shayari
Na Jaane Kyon Aaj Apna Hi Ghar Mujhe Anjaan Sa Lagta Hai,
Tere Jaane Ke Baad Ye Ghar-Ghar Nahin Khali Makaan Sa Lagta Hai
hindi shayari
Har Koi Tumsa Khaas Nahi Hota
Jo Khaas Hota Hai Voh Kabhi Paas Nahi Hota
Yakeen Naa Aaye To Chaand Ko Hi Dekho
Jiske Door Hote Hue Bhi Doori Ka Ehsaas Nahi Hota
हर कोई तुमसा ख़ास नहीं होता
जो ख़ास होता है वो कभी पास नहीं होता
यकीन ना आये तो चाँद को ही देखो
जिसके दूर होते हुए भी दूरी का एहसास नहीं होता
shayari,hindi sms
hindi shayari

वो बात क्या करें जिसकी कोई खबर ना हो।
वो दुआ क्या करें जिसका कोई असर ना हो।
कैसे कह दे कि लग जाय हमारी उमर आपको।
क्या पता अगले पल हमारी उमर ना हो।
Wo Baat Kya Kare Jiski Koi Khabar Na Ho.
Wo Dua Kya Kare Jiska Koi Asar Na Ho.
Kese Keh De Ki Lag Jay Hamari Umar Apko.
Kya pta Agle Pal Hamari Umer Na Ho.
romantic shayari in hindi
Syahi Khatm Ho Gyi “Maa” Likhte-Likhte,
Uske Pyar Ki Daastaan Itni Lambi Thi 
hindi me shayari
वो छोटी-छोटी उड़ानों पे गुरूर नहीं करता
जो परिंदा अपने लिए आसमान ढूंढता है
best shayari
Kaash Vo Samajhte Is Dil Ki Tadap Ko
To Yun Hume Rusva Na Kiya Hota
Unki Ye Berukhi Bhi Manjoor Thi Hume
Bas Ek Baar Hume Samajh Liya Hota
काश वो समझते इस दिल की तड़प को
तो यूँ हमे रुसवा ना किया होता
उनकी ये बेरुखी भी मंजूर थी हमे
बस एक बार हमे समझ लिया होता
shayari,hindi sms

Jis khushi ki chahat  thi mujhe khushi wo mili,
Pyar ke siva zindagi bhi mili,
Affsos yahi ki kisi ka dard na bat saka,
Wafa na kiya phir bhi mujhe unse wafa mili.
romantic shayari in hindi
Ye Kehna Tha Un Se Mohabbat Hai Mujhko,
Ye Kehne Mein Mujh Ko Zamaane Lage Hain
hindi me shayari
मेरे बारे में कोई राय मत बनाना ग़ालिब,
मेरा वक्त भी बदलेगा तेरी राय भी
best shayari
महोबत भी बड़ी अजीब चीज़ है
कही कोई अपने प्यार से बोहत खुश है
तो कही कोई अपने प्यार को कोस्ता है
विश्वास करो यारो प्यार बड़ी दिलचसब चीज़ है
shayari,hindi sms
Duniya Ke Kayi Ajeeb Rang Hai
In Rango Me Rang Jana Hai
Pyar Har Kisi Se Hum Karege… Magar
Kisi Ek Ki Aankho Me Kho Jana Hai
दुनिया के कई अजीब रंग है
इन रंगों में रंग जाना है
प्यार हर किसी से हम करेगेमगर
किसी एक की आँखों में खो जाना है
hindi shayari
Gunahe-Ishq Mein Voh Daur Bhi Bahut Khaas Raha,
Jab Mera Na Hokar Bhi Tu Mere Bahut Pass Raha
shayari,hindi sms
एक आंसू भी
हुकूमत के लिए ख़तरा है
तुम ने देखा नहीं
आंखों का समुंदर होना
romantic shayari in hindi
Mere Baare Mein Apni Soch Ko Thoda Badalkar Dekh,
Mujhse Bhi Burey Hain Log, Tu Ghar Se Nikalkar to Dekh
hindi me shayari
मोहब्बत मुकद्दर है कोई ख़्वाब नही।
ये वो अदा है जिसमें हर कोई कामयाब नही।
जिन्हें मिलती मंज़िल उंगलियों पे वो खुश है।
मगर जो पागल हुए उनका कोई हिसाब नही।
Mohabbat Mukaddar Hai Koi Khwab Nahi.
Ye Wo Ada Hai Jisme Har Koi Kamyab Nahi
Jise Milti Manzil Ungliyo Pe Wo Khush Hai.
Magar Jo Pagal Hue Unka Koi Hisab Nahi.
best shayari
मैं तो इस वास्ते चुप हूं कि तमाशा बने
और तू समझता है मुझे तुझसे गिला कुछ भी नहीं
shayari,hindi sms
Rasmo Riwaaz Ki Jo Perwaah Karte Hain,
Pyar Mein Voh Log Gunaah Karte Hain…
Ishq Voh Junoon Hai Jismein Deewane,
Apni Khushi Se Khud Ko Tabaah Karte Hain
romantic shayari in hindi
हर पल यही सोचता रहा
के कहा कमी रह गयी थी मेरी चाहत में
उसने इतनी शिदत्त से मेरा दिल तोड़ा
के आज तक नहीं संभल पाए ||
hindi me shayari
Rabb Se Maanga Tha Tera Pyaar
Jo Is Duniya Ko Manjoor Nahi
Chaahe Faasle Kitne Bhi Rahe
Mere Dil Se Tum Kabhi Door Nahi
रब से माँगा था तेरा प्यार
जो इस दुनिया को मंजूर नहीं
चाहे फासले कितने भी रहे
मेरे दिल से तुम कभी दूर नहीं
best shayari

Maayush To Hoon Terey Waade Say,
Kuch Aas Nhi Kuch Aas Bhi Hai,
Apne Khyaalo K Sadkey Main,
Tu Pass Nhi Or Pass Bhi Hai.
shayari,hindi sms
Mujhse dur ja rahe ho meri jaan liye ja rahe ho,
Koi wafa nahi kiye par sitam kiye ja rahe ho,
Wada bhi kiye tha sath-sath jine marne ka,
Tanha kar mujhe kyu mujhse dur ja rahe ho.
romantic shayari in hindi
चूल्हे नहीं जलाए कि बस्ती ही जल गई
कुछ रोज़ हो गए हैं अब उठता नहीं धुआं।
hindi me shayari
दर्द को दर्द अब होने लगा है।
दर्द अपने गम पे खुद रोने लगा है।
अब हमें दर्द से दर्द नही लगेगा।
क्योंकि दर्द हमको छू कर खुद सोने लगा है।
Dard Ko Dard Ab Hone Laga Hai.
Dard Apne Gam Pe Khud Rone Lga Hai.
Ab Hame Dard Se Dard Nahi Lagega.
Kyuki Dard Hame Chhu Kar Khud Sone Laga Hai.
best shayari
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha,
Aakhon Ko Dekha Per Dil Mein Utr Kar Nahi Dekha,
Pathar Samajhate Hain Mujhe Mere Chahne Wale,
Hum Toh Mom Hain Kisi Ne Chhoo Kar Nahi Dekha
shayari,hindi sms
Naa Muskurane Ko Jee Chahta Hai
Naa Aansoo Bahane Ko Jee Chahta Hai
Likhun To Kya Likhun Teri Yaad Me
Bas Tere Paas Laut Aane Ko Jee Chahta Hai
ना मुस्कुराने को जी चाहता है
ना आंसू बहाने को जी चाहता है
लिखूं तो क्या लिखूं तेरी याद में
बस तेरे पास लौट आने को जी चाहता है
romantic shayari in hindi


worlds best hindi Shayari for u
2.for Girl Friend hindiShayari
3. For Boy Friend hindi Shayari
4. Best hindi Shayari



No comments:

Post a Comment